Activity

  • parul posted an update 11 years ago

    ——;JANM, MARTYU, PUNARJANM;——
    Martyu nhi jeevan ka antim charan
    Janm milega fir nya.
    Dhara par jab rakha tha kadam
    Martyu ka bhi sath tha.
    A, maanav fir kyo dara.
    Mart he rup, deh, dhara
    Mooh me fir kyo bandha.
    kar tu karm….he tera dharm
    Adharm se vyarth dara.
    He jeevan kitna???
    He bhagya kesa???
    Iski mat kar chinta.
    kyo ki ………
    Mrtyu nhi jeevan ka antim charan
    Janm milega fir naya.
    ******Parul Sharma************